Phir unhi raston mein aa gaye hain do-raahein
Phir goad mein uski so jaane ko jee chaahe
Phir unhi ungliyo ko thaam kar usne jaana
Wo moam ki tarah pighalta hai
Wo aarzoo ki tarah phisalta hai
Wo jaagte sapne dekhtaa hai
Aur sotey aahey bhartaa hai
Chehro mein dekhtaa hai woh usi ka chehra
Khwahishon par phir ye kaisa pehra?
Tum nahi hamaare, ye sach sheeshey saa saaf
Ek hi bahaana : Gustakhi maaf....
(Meiyang chang)
Irshad irshad
ReplyDeletewah wah !!!
ReplyDeletewah wah !!!